HAZRAt iMAM Ahmed Bin Hammbal
K
MutabiQ
QURBANi Ka Akhri WAQt
Ayaam TaShreeQ Ka Dusra Din
(12 Zil'Haj)
Hai
Or
Ayam Nehar
(QURBANi K Din)
3 Hai
EiD Ka Din
Or
Is K Bad 2 Din hai
Sahaba Se Manqol hai
K
QURBANi 3 Din hai.
-Abdulah Bin Ahmed Bin Qadama,
Hambali Al'MuGhni
J 8
P 638
iMAM Malik
(Alyeh REHMA)
Ne Farmaya
"3sra Din QURBANi Ka Akhri DiN hai"
(Q'k
QURBANi Sirf
Ayaam Nehar Me Jaiz hai
Or
Ayaam Nehar 3 hai)
-Sharah MUSLiM
J 6
P 131
"Or
QURBANi 3 Din Jaiz hai
EiD Ka DiN
Or
Us K Bad 2 DiN"
-HiDAYA Akh'Reen
J 4
P 444
HAZRAt Abbas
(RADi ALLAHU ANHO)
"QURBANi EiD k Din
K
Bad 2 DiN hai"
-Sunan BEHQi
J 9
P 296
HAZRAt iMAM Ahmed,
Abu Hanifa,
Or
HAZRAt Hammad
"QURBANi 3 DiN hai
EiD ka DiN
Or
Usk Bad 2 DiN"
-Kitab_UL_ASRAR
(HAZRAt iMAM HANiFa
Riwayat
iMAM Ahmed
RADi ALLAHU ANHO)
Page 354
HAZRAt Abdulah Bin Umer
"EiD_UL_AZHA
k
Bad QURBANi 2 DiN Hai"
HAZRAt Anas
"EiD k Bad 2 Din Tak QURBANi Kar Sakte hai"
HAZRAt iBNE Abbas
"QURBANi (Sirf)
3 DiN hai"
-Sunan BEHQi
J 9
P 297
-Mouta iMAM MALiK
J 9
P 497
PubliSher Khi.
(RADi ALLAHU ANHO)
AL Quran
"Or
Wo
Ayyaam_E_Malumat
Me Janwaron Pr Zibah k WaQt ALLAH ka Naam len"
-Surah Hajj
A 27
Is Ayat k Tahat
Imam Abu Bakar Razi Aljas'Sas Farmate Hen:
"Jb Ye Amar Sabit hai
k
Ayyaam_E_Malumat
Sy Murad
Ayyam_E_Zabah Hai
Or
Lafze
"Ayyaam" ki Dalalat Kam az Kam 3 Dino Pr hai
To 3 Din To Yaqinan Sabit hogae
Or
3 Din Sy Ziyada Pr koi Dalil nahi
Ps Wo Sabit Nahi."
-Ahkam_UL_Quran
J 3
P 235
"Jo Admi QURBANi Kre
Us K Pas 3sri Rat k Bad Ghost Na Ho
Ye thek hai
K
Us k Bad
Pyare AQA
(Alyeh HiS Salam)
Ne Pabandi Uth li
Or
3 DiN K Bad B QURBANi Ka Ghost Khanay
Or
Use Mehfoz Rakh Kr Faida Uthane
Ki
Ejazat De Di"
-ßUKHARi
J 2
P 835
WAHABi Kehte hai
QURBANi 4 DiN Hai
-Hawala Mehfoz
Jb K FiQah Hanfia me
Or
Sahaba Se 4 DiN Jaiz He Nai
MaGar
Molvi Ali Zai
(Wahabi)
Ne Kaha
"QURBANi K 3 DiN Hai"
-Mahana Ahl'E'Hadis
JANUARY 2008
Page 11
Apno Ne Akhir Apno Ko He Lot Lia
Maan Na Maan
Ye
Tera Eman
No comments:
Post a Comment